LYRICIST MUSIC COMPOSER HARI OM JOSHI BOON WORLD OF MUSIC
::::::::::::::::::::::::::
Sher :- Ishq na kariyo,2 ye souda hai khud Khushi ka.
Ishq BDA beraham hai yaron, kyon jeena bebasi ka..
" MAIN JANU NA RAB JANE"
Ishq ne hamko loota kaise.Main janu na rab Jane
Kaise muhabbat ne bharmaya
Main janu na, rab Jane
Wade vafa ke kar ke hazaron
Jisne sab kuch bhul kar
Kasame khai thi hamesha
zigar tadapta chhod kar
Kaise kisi ka karna yakin ab
Na janu naa rab Jane .
Pyar Wafa ko vo kya jane
Jisne Dil ko loota hai
Aa ke farebi batao me jiske
Chain sukoon sab chhuta hai.
Ab Ho bhulana mumkin kaise
Na janu naa, rab Jane.
No comments:
Post a Comment